Google ek aisa search engine hai jaha par lagbhag har cheej ke bare me janakary hoti hai. aiye jante hai google ki kuchh cool tricks , jinse ap google ko aur bhi intrested bana sakte ho-
google setting |
aisa apko setting karni he |
google in space usme kuchh is tarah se dikhai dega |
ab apko google apne pahle jaisa dikhega, matalab search ke side bar me option dikhai denge.
3.google search box me type kijiye "google guitar" isme google me guitar open hoga isme aap guitar baja sakte ho.
4.google search box me type kijiye"blink html" ab apko google search par click karna he, isse html blink hone lagenge,.
5.google search box me type kijiye " blink tag " is samay bhi apko search me click krna he , abhi tags blink hone lagenge.
6. google search box me type kijiye "do a barral roll " fir search par click kijiye , ap dekhenge ki pury screen 360' rotet hogi.
7. google search box me type kijiye "google epic" aur firI'am feeling lucky par click kijiye ,apko google epic ka logo dikhai dega.
8.Agar apko kisi bhi device ke founder ka name pata nahi he to google search box me type kijiye founder ####### ( # ki jagah pe divice ka name ayega)
9. Agar apko google par online atari breakout khelene ka man he to google search box me type kijiye "Atari breakout " or google search par click kijiye , fir image me search kijiye.
10.google search box me type kijiye"google gravity " fir I'am feeling par click kijiye
11. google search box me type kijiye "google loco" fir I'am feeling par click kijiye .
12. google search box me type kijiye"google mirror " fir I'am feeling par click kijiye
13. Agar ap google par pacman game khelna chahte hai to google search box me type kijiye"google pacman" fir I'am feeling par click kijiye, ap google par pacman game khel sakte ho.
14. Dosto agar aap google par snake game khelna chahte hai to google search box me type kijiye "Google snake" fir I'am feeling lucky par click kijiye, apke samne snake wala game open ho jayega.
15. google search box me type kijiye"google spere" fir I'am feeling par click kijiye. screen par apko google ke product spere karte najar ayenge.
16. Agar ap 1980 ke google ka page dekhna chahte ho to google search box me type kijiye"google terminal ya google in 1980 " fir I'am feeling par click kijiye. apko google terminal ka page open hoga.
17. google search box me type kijiye"google underwater " fir I'am feeling par click kijiye, apko google ka page water me ander dikhai dega.
18. google search box me type kijiye"googoth " fir I'am feeling par click kijiye, google googoth ki site direct open ho jayegi.
19. agar apko indian science ke bare me pata karna he to direct google search box me type kijiye"indian scientist " fir search par click kijiye . apko sabhi indian scientist dikhai denge.
20. google search box me type kijiye"set timer 2 second " fir search par click kijiye, timer start ho jayega.
21.google search box me type kijiye" Tilt " fir I'am feeling par click kijiye, google page 1' jhuk jayega.
22.google search box me type kijiye"zerg rush " fir search par click kijiye , apke samne zerg rush game open ho jayega.
isi tarah se ap google me or bhi trick use kar sakte he mene
23.loneliest number type karke search par click kijiye
24.webdriver torso type karke search par click kijiye
25.conway's game of life. type karke search par click kijiye
26.song by sonu nigam type karke search par click kijiye
27.askew type karke i'am feeling lucky parclick kijiye
28. google.ru/killer-robot.txt type kijiye
29. flights type karke search par click kijiye
jaise kisi bhi book ka name type kijiye apko pury jankary mill jayegi.
To dosto is tarah se aap google ko interested bana sakte ho.
dosto agar ap video ke jariye google ki ye tricks dekhna chahte hai to niche di gai video me dekh sakte ho.
Comments
Post a Comment