Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2017

google ke 29 cool tricks

Google  ek aisa search engine hai jaha par lagbhag har cheej ke bare me janakary hoti hai. aiye jante hai google ki kuchh cool tricks , jinse ap google ko aur bhi intrested bana sakte ho-

Ghar ko wifi zone me change kaise kare

Ghar ko wifi zone me change kaise kare    Ghar me agar ek se jyada user ko internet chalana hai to iske lie sabse pahle ghar ko wifi zone me change karna hoga. bade-bade offices me to sabhi ko internet access karane ke lie it department alag se hota hai lekin ghar agar koi it ka jankar nahi hai to ye kaam thoda mushkil ho jata hai iske lie wifi ke baare me thoda bahut jankari honi jaruri hai .     Ghar me wifi zone kyo jarury hai basic jankary :sabse pahle baat aati hai ki ghar ke sabhi users ko internet mil sake, internet ki problem solve hone ke baad baat aati hai ki sabhi ko jaruri speed alote  ho sake. Agar apko iske baare me jankary ho jaye to apki aadhi problem solve ho jayegi.     Router ya Hotspot ko set kaise kare: Router ko aisi jagah par rakhe, jaha se sabhi ko jarury speed mil sake. ghar ke kamro ke baach walls bhi hoti hai halanki wifi ke signal wall ko bhi Penetrate karke chali jati hai. lekin wall ke karan signal weak ho jate hai, or internet ki speed slow ho